Raahad on Nearpeer CSS Common Room
Nearpear subjective assignment h ya 5 marks k π’π’π’π’ Is k liya 100 number bhi Kam tha. Agar is hisab sa chala jay to FPSC sa phir kya umeed rakhain ham. Mam Namra na kaha tha k students na AI use kia h lakin ab to shaid Nearpear he Ai use kar rahaa h. Please jo AI use nahi kartaa kindly asa question da k un KO majboor na karain k wo bhi AI use karna lagain ππππ
Arfa Β· 2026-11-12T14:31:00.995Z
yeh question paper me ata hi 5 marks ka hai chahy us k 2 parts ho ya 3 ability ka ek total total question 20 marks ka hota jis me sy ek sub part k 5 marks hoty agay us sub parts k b sub parts hoty hai kayi dafa is liye 5 marks ki assignment di hai
Munazza Khan Β· 2026-11-12T14:35:19.120Z
Exactly assignment bhi AI n check kye khud teacher n check nahi kye hai






Isbah Babar Β· 2026-11-12T14:25:38.726Z
huwa kya hai?
Zahra Bibi Β· 2026-11-12T14:28:14.896Z
Question hi pooray aik page ka tha to answer kitnay pages ka hoga aap ki soch hai