tayyaba on Nearpeer CSS Common Room
Assamalumulaikum, mam aek bhut he kind request he aap final men streak history zarroor check kijie ga, kionke bhut se student ke satah aese mis haps ho gain he, ke jese meri aaj ki streak 10 he or agar sham ko ye count ho gi to ye barhne ke baje 0 ho jai gi only 25 ours gap aa gaya mam objective quiz solve kar rahe us wajah se extra mcqs time per nahi kar sake ,. mam do dafa mere streak maintain hoe he, aek 6 per loose hoe or aek 10 per aaj ,lekin mere englihs hub ke streak 17 he. to is hisab ye aap dekh sakti he.






AQIB JAVED · 2026-11-12T10:26:45.869Z
Yes please